Arey bhai, mujhe pata nahi tha aapko bhi zabardasti isme daala gaya hain. 😅
But shayaad aapko mazaa aane laga hain inme.. humari yahan ke saas, bahu, daayan aur chudail ka zara bhi khyaal nahi aaya aapko.. 😂😂😂
Waise koi ek aachi wali recommend karo please jo mein bhi enjoy kar saku. Thode supernatural elements wali sahi rahegi.
♥️☮️