Bhai ye badaam ke phool nahi hain. Galti se 2 paudhon ki prashansa mix ho gayi aapse😅
Badaam wale ne to dhokha de diya 1 darjan se jada badaam waste ho gaye koi nahi uga. Ye alag paudha hai, mere yahan park mein laga hai iska ped aur ispar bhi kuch usi tarah pure lad ke phool khilte hain.